एक बदला एसा भी

akansha raghuvashi ek successful businesswomen hai, jiske liye uska kaam or uski Girlfriend hi uski duniya hote hai. wo apni girlfriend se bohot payr karti hai or usko saadi ke liye purpose karne wali hoti hai- lekin usi din uska dil toot jaat hai, Jab uski girlfriend usse breakup kar leti hai. jiski vajah se akansha bikhar jaati hai uske sapne ek pal me bikhar jaate hai. kuch wakt baad akansha ko pata chalta hai ki uska breakup kisi rj abhira ki vajah se huaa tha. yah sach jan kar akansha ke dil me abhira ke liye nafart or badle ki aag dahak uthati hai. vo abhira ke karib rah kar use dard dena chahti hai lekin kahani yahi mod leti hai, abhira ki masumayt uska sacha dil or uska niswarth pyar dheere dheere akansha ki nafart ko pighalne lagata hai. yah kahani hai dard, badale or pyar ki ek anokhi dasta jahan nafart bhi pyar me badal jaati hai or badla ek khubsurt mod par aa rukata hai.

4 Views
Time : 4 Min

मनोरंजन

: ❤
img